Chitika Kya Hai Aur Is Par Apna Account Kaise Banaye
Dosto chitika ek advertising site hai aur ye bhi bilkul adsense ke tarah ads provide krti hai ispar hum apna account bana kar apni blog par ads dikha kar income kar sakte hai toh aaj me apko bataunga ki chitika kya hai ye kaise kam karta hai chitika par account kaise banaye
Chitika Kya Hai Aur Ye Kaise Kam Karta Hai
Chitika adsense ki tarah advertising adnetwork hai ispar hum apna account bana kar ache paise kama sakte hai lekin adsense sabse high pay karne wali site hai lekin agar apka adsense account kisi karan se approve nahi hota hai toh apbdvertiser aur chitika ke ads se income kar sakte ho. Advertisers apne bussness ka promotion karne ke liye chitika ko ads dikhane ke paise dete hai aur chitika hume unke ads apni blog site par lagane ka commsion deti hai. Isse humari income hone lagti hai.
- Jab koi visiter humari blog par aata hai aur vo ads ko dekhta hai Agar apne ad pat click karta hai toh hume CPC Cost per click ke hisab se per click ke 0.10$ se 0.20$ tak earning ho sakti hai lekin aysa sambhav tabhi ha jab agar ap apni blog post par high quality posts aur high paying keywords istemal karege
Chitika india me kaise Payment karta hai
Jab humari earning chitika par 50$ (min) se jada ho jati hai jab hume Payoneer account par paise bhej diya jate hai .
- Payoneer online secure payments receive karne ke kam aata hai aur ispar fees bhi bhot cheapest hai agar apke pas payoneer account nahi hai toh abhi Payoneer account create kare .
Chitika Par Account kaise banaye Step by Step
Chitika par account banana bahut simple hai iske apko sabse pehle chitika.com par jaye aur Signup par click kare.
1. Signup par click karne ke bad apki email address dalkar fer Go par click kare
- Apki email par verfication link aayegi uspar jakar apka account verify kardi jiye
2. Ab apko ye Application complete karne ke liye form bharna hai (Sahi details hi dena)
- Frist name apka pehla nam
- Last name apka surname Ex. Singh,kumar
- Username ispar apka username rakhe ex. Satpal143, Satpal_singh
- Password yaha par passwrd dale acc login krte samay pucha jayega
- Confrim password dubara se paswrd dale
- Country agar ap india ke hai toh india select kare
Ab Submit par click kar dijiye iske submit hone ke 2 hours ya 24 hours ya fer 2 din tak samay lag sakta hai. Aur apka account approved hojaye ga.
Chitika Par Ads Kaise Banaye
Ads format banana bohut easy iske liye apne chitika account par login kare.
1. Ads par click kare aur Get adcode select kare
2. Ab apke samne Adcode ads ka preview aur Ads ke options sizes (formats) dikhayi dege apko jo ads select krna hai usko chunli jiye aur fer Get Adcode par click kare.
3. Ek popup window khulegi uspar se Adcode ko copy kar di jiye. Ab us adcode ko apni blog ke pages ya side bar par dal de.
Blogger par Chitika ads kaise lagate hai
Go to blogger.com aur login kare.
1. Blogger ke "Layouts" par jaye aur sidebar par "Add Gadget" par click kare
2. Iske bad "HTML/Javascript" par click kare aur apke chitika ads codo ko us box par paste kar ke save kardi jiye. Dosto ye thi chitika ke bare me jankari actual me chitika payment monthly krta hai and achhi bat ye hai minimum threshold 50$ hai aur ispr apka blog jaldi approved hojayega even apka traffic zero kyo na ho.
● Uc union kya hai Bina Blog/Site ke paise kaise kamaye
● Sharepop par apps promote karke paise kaise kamaye
I hope friends ki apko ye article acha laga to comment kar ke jarur bataye chitika kya hai hum ye jan chuke hai .paisa kaisa kamate hai janne ke liye make money wale label par jaye thanks
Dosto chitika ek advertising site hai aur ye bhi bilkul adsense ke tarah ads provide krti hai ispar hum apna account bana kar apni blog par ads dikha kar income kar sakte hai toh aaj me apko bataunga ki chitika kya hai ye kaise kam karta hai chitika par account kaise banaye
Chitika Kya Hai Aur Ye Kaise Kam Karta Hai
Chitika adsense ki tarah advertising adnetwork hai ispar hum apna account bana kar ache paise kama sakte hai lekin adsense sabse high pay karne wali site hai lekin agar apka adsense account kisi karan se approve nahi hota hai toh apbdvertiser aur chitika ke ads se income kar sakte ho. Advertisers apne bussness ka promotion karne ke liye chitika ko ads dikhane ke paise dete hai aur chitika hume unke ads apni blog site par lagane ka commsion deti hai. Isse humari income hone lagti hai.
- Jab koi visiter humari blog par aata hai aur vo ads ko dekhta hai Agar apne ad pat click karta hai toh hume CPC Cost per click ke hisab se per click ke 0.10$ se 0.20$ tak earning ho sakti hai lekin aysa sambhav tabhi ha jab agar ap apni blog post par high quality posts aur high paying keywords istemal karege
Chitika india me kaise Payment karta hai
Jab humari earning chitika par 50$ (min) se jada ho jati hai jab hume Payoneer account par paise bhej diya jate hai .
- Payoneer online secure payments receive karne ke kam aata hai aur ispar fees bhi bhot cheapest hai agar apke pas payoneer account nahi hai toh abhi Payoneer account create kare .
Chitika Par Account kaise banaye Step by Step
Chitika par account banana bahut simple hai iske apko sabse pehle chitika.com par jaye aur Signup par click kare.
1. Signup par click karne ke bad apki email address dalkar fer Go par click kare
- Apki email par verfication link aayegi uspar jakar apka account verify kardi jiye
- Frist name apka pehla nam
- Last name apka surname Ex. Singh,kumar
- Username ispar apka username rakhe ex. Satpal143, Satpal_singh
- Password yaha par passwrd dale acc login krte samay pucha jayega
- Confrim password dubara se paswrd dale
- Country agar ap india ke hai toh india select kare
Chitika Par Ads Kaise Banaye
Ads format banana bohut easy iske liye apne chitika account par login kare.
1. Ads par click kare aur Get adcode select kare
Blogger par Chitika ads kaise lagate hai
Go to blogger.com aur login kare.
1. Blogger ke "Layouts" par jaye aur sidebar par "Add Gadget" par click kare
2. Iske bad "HTML/Javascript" par click kare aur apke chitika ads codo ko us box par paste kar ke save kardi jiye. Dosto ye thi chitika ke bare me jankari actual me chitika payment monthly krta hai and achhi bat ye hai minimum threshold 50$ hai aur ispr apka blog jaldi approved hojayega even apka traffic zero kyo na ho.
● Uc union kya hai Bina Blog/Site ke paise kaise kamaye
● Sharepop par apps promote karke paise kaise kamaye
I hope friends ki apko ye article acha laga to comment kar ke jarur bataye chitika kya hai hum ye jan chuke hai .paisa kaisa kamate hai janne ke liye make money wale label par jaye thanks
No comments:
Post a Comment