Hello dosto aaj me apko batane jara hu ki Paytm Se Paisa Facebook par kaise add kare Aur aapki blog ko promote kaise karte hai friends Facebook ne india me Ab apni sites aur fb page promote karne ke liye hume easy option diya hai payment ke liye hum ab paytm ka use online kar sakte hai facebook par paytm se page aur website blog ko promote kar sakte hai aaj me apko clearly bataunga ki paytm ko fb par payment karne ke liye kaise use kare.
How To Use Paytm For Facebook Advert/Advertise as Payment (option)
Dosto facebook duniya me jada istemal kiye jane wala social site hai ye bat baccha baccha janta hai aur aap bhi jante ho ki facebook par bussness ko aur popular karna kitna aasan hogya hai agar aap bhi meri trah ek blogger hai toh aap b apni blog ko promote karna chaoge fb par aur fb se aap traffic increase kar sakte hai lekin aaj is is post par aysi special kya bat hai apko ye janna jaruri hai becouse facebook pehle apni site blog ko promote karne ke liye only Visa/Mastercard ki payments accpets karta ta lekin av hum paytm se bhi paise add kar sakte hai.
Paytm india ka largest e-wallet hai and apke pas bhi paytm hoga? So simple c bat hai ap apni posts ko fb page ko ya apki bussness ko promote karne ki sochre honge toh ap paytm se aasani se promotion kar sakte hai so vo kaise aaj me apko batata hu.
Facebook Par Blog/Site Kaise Promote Kare ( Paytm ko use kar ke)
Dosto iske liye apko jada kuch nahi sirf apke pas fb page hona chaiye jispr apki blog ya site ki url hai.
1. Sabse phle hume fb par paise add karne hai uske liye fb.com ko desktop par open kare (Or Puffin use kare)
2. Ab fb ki "Settings" par jakr "Payments" par click kare.
3. Ab "Add Money" par click kare.
4. Uske bad popup window khulegi vaha pr apko payment method "Paytm" select karna hai fr continue kare.
5. Ab apni amount enter kare minimum 50rs add kar sakte hai aur 50rs se jada b add kar sakte ho amount enter karkeReview Payment par click kare.
6. Uske bad sab kuch ek bar dekhli jiye sahi hai ya nahi fr "Make Payment" par click karde.
7. Uske bad ab apna paytm ka number enter kare aur "Request OPT" par click kare uske bad apke no. Par one time password aayegi usko enter kare fr Log in par click karde
8. Ab "Pay Now" par click karde then Sussessfully added dikhayi dega Ok karde.
9. Ab billing summury me ap apna balance dekh sakte hai aur ise apni blog site ko promote ke liye istemal kar sakte hai.
Chlo aap jan gaye ho ki fb par paise kese add karte hai apko iske 2 fayde ho chuke hai 1st toh ye hai ki apki id me paise add ho chuke hai aur dusra fayda ye hai apki fb "Paid Verified Account" ban chuki hai jo kabhi b lock nahi hogi.
Facebook Par Paise Add Karne Ke Bad Kya Kare
Facebook Par Paise Add Karne Ke Bad Kya Kare
○ Now only apko fb page par jakar "Promote" option par click karna hai.
○ iseke bad apko post ya website jo v promote krna hai us option ko select kare.
○ then daily budget ko set karke Apni ads ko Run kardi jiyega..
Iske bare me full information me apko next post par dedunga me umid karta hu ki ye jankari aapke liye madatgar sabit hoyi hai agr apko iske bare me "fb par money kese add karte hai koi sawal puchna hai toh jarur puchiye me apki help krna apne ap me aandand h...thanks apne friends k saath jrur share kare
No comments:
Post a Comment