How To Verify Facebook Account Trick 2017 Step By Step Hindi – Hello Dosto Mera Name Kundan Singh Hai, Facebook Account Ko Verify Kaise Kare, How To Verify Facebook Account, Create Full Verify Facebook Account, Kya Aap Bhi Aapna Facebook Account Verify Karna Chahte Hai? Agar Haan To Aaj Aapko Is Post Me Sabse Easy Method Duga Jisse Aap Badi Aasani Se Aapne Facebook Account Ko Verify Kar Sakte Hai, Facebook Ko Aapni Identity Confirm Karna Hi Facebook Verified Account Hota Hai
Facebook Par Verified Account Bnana Bahut Hi Faide Wala Kaam Hai Or Facebook Normal Accounts Ko Itni Value Nhi Deta Jitni Verified Account Ko Deta Hai Aaj Is Article Me Main Aapko Facebook Par Verified Account Banne Ka Bahut Hi Jayada Simple Treeka Batauga Jisse Facebook Verified Account Bnana Bahut Hi Jayada Aasan Ho Jayga
- Facebook Humse Tabhi Id Verify Karne Ko Bolta Hai Jab Aapki Id Par Koi Report Karta Hai Ya Fir Aap Facebook Ke Rules Ko Follow Nahi Karte, Block Ya Id Open Kaise Kare Wo Bhi Aap Is Post Me Sikhege, Kyuki Yaha Par Aapko Facebook Account Verify Karne Ka Full Working Method 2017 Batauga
Facebook Verify Account Kya Hai Iske Faide
Facebook Account Verify Hone Ke Bad Aapka Account Block Hone Ki Tension Nahi Rahta Or Jisse Aapka Account Secure Ho Jata Hai, Facebook Aapke Account Ko Normally Facebook Account Se Jayada Value Deta Hai, Mera To Maanna Hai Ki Sabka Account Verify Hona Chahiye, Or Id Verify Karna Bahut Simple Hai Aapko Aasani Se Shamjh Aa Jayega Aapko Yaha Step By Step Batauga
- Facebook Par Kuch Log Aapke Account Ko Report Karte Hai To Aasani Se Aapka Dushman Aapke Account Ko Block Nahi Kar Paayega
- Jayada Friend Add Karne Par Bhi Aapka Account Block Nahi Hoga, Kitni Bhi Request Sent Kar Sakte Hai
- Kabhi Aisa Hota Hai Ki Facebook Like Or Comment Ya Group Joining Feature Ko Action Block Kar Deta Hai Verify Id Me Aisa Nahi Hoga
- Agar Aapka Jayada Spam Karoge To Aapka Id Block Ho Sakta Hai
- Aapke Features Action Jaise (Like, Comment, Posting Or Sharing) Block Nhi Hoge
- Ab Agar Koi Id Ko Block Karne Ke Liye Report Karta Hai To Aapka Id Block Nahi Hoga
Verified Account Banane Ke Features Padh Kar Aap Agar Aapne Fake Jo Normal Unverified Account Hai Use Verified Kar Sakte Hai Yaha Aapko Step Bye Step Guidelines Se Sikhauga
How to Verify Facebook Account Full Working Trick 2017
Facebook Id Ko Verify Karne Ke Liye Aapko Niche Ke Step Carefully Read Karne Chahiye Jisse Aap Aapna Account Verified Kar Sakte Hai
Create Facebook Account With This Method For Facebook Account Verification
- Sabse Pahle Aapne Mobile Ya PC Se Facebook.Com Par Jaye Aapko New Account Banana Hoga
- New Account Banane Ke Liye “Create New Account” Button Par Click Kare
- Ab Aapse First Or Last Name Pucha Jaayega Yaha Par Aapko Aapna Real Name Jo Aapke Govt ID Card Looks Like – Aadhar Card, Cnic Card, Voter ID Card & School & College Certificate Me Hai
- Next Page Me Aapko Wo Email Address Ya Mobile Number Type Karna Jis Par Pahle Se Facebook Account Registered Nahi Ho
- Ab Aapko Date Of Birth Bharna Hai Yaha Par Aap Wahi Date Of Birth Bhare Jo Aapke Govt ID Card Me Hai Is Baat Ka Dhayan Rakhe
- Then, Next Step Me Aapko Male/Female Gender Ka Selection Karna Hai, Yeh Aap Kuch Bhi Kar Sakte Hai As You Wish
- Ab Password Type Kare 6 Word Se Jayada Ka Rakhe Secure Hoga Password Type Karne Ke Bad “Sign Up” Button Par Click Kare
- Ab Last Step Aapko OTP Code Se Verify Karna Hoga Aapko Wo OTP Code “Email Address & Mobile Number” Jo Bhi Is ID Me Attached Kiya Hai Uspar Milega
Es Tarah Se Facebook Account Verify Karne Ke Liye Account Banana Hoga Ab Aapka FB ID Verify Ke Liye Govt Issue ID Card Ke Aadhar Par Banaya Gya Hai, Ab Next Step Yahi Banta Hai Ki Is ID Ko Block Kaise Kare Or Uske Bad Iske Bad Govt Proof Ko Submit Kaise Karna Hai
Trick To Block Facebook Account For Confirm Facebook Account
Ab Next Step Yeh Aata Hai Ki Facebook Account Ko Block Kaise Karte Hai, Facebook ID Block Karne Ke Bahut Sare Methods Hai Or Previous Article Me Unke Bare Me Aapko Bata Chuka Hu, Ab Yaha Par Aapko 2 Method Batauga Agar Koi Working Na Ho To Second Try Kare
Method -1
- Sabse Pahle Aapko Facebook Par New Page Create Karna Hai Uske Liye “Create A Facebook Page” Par Click Kare
- Ab Aapki Screen Par Facebook Page Ka Name Likhne Ke Liye Bola Jayega Yaha Par Aapko “teachhacking01” Smalll Me Likhna Hai Or Category Section Me “Local Businesses” Select Kare Or “Get Started” Par Click Kare
- Ab Next Step Me Aapko SubCategory Select Karna Hai Yaha Bhi “Local Business” Select Kare, AbGet Started Button Par Bar Bar Lagataar 5-6 Baar Click Kare Jisse Aapka Facebook Account Block Ho Jayega
Method -2
- Sabse Pahle Koi Bhi Facebook Group Ko Join Kare, Aap New Group Bhi Bana Sakte Hai
- Group Me Join Hone Ke Bad http://adf
ly Yeh Post Kare 2-3 Baar Jisse Error Message Show Hoga Or Aapka Facebook Account Ussi Time Block Ho Jayega - Yahi Nahi Previous Post “Facebook ID Block Karne Ka Tareeka” Post Ko Padhe Jisse Aap Aasani Se Facebook Account Block Kar Sakte Hai
Mene Upar Facebook Account Block Karne Ka Latest 2017 Method Bataya Jiske Aap Facebook Account Verify Karne Ke Liye Aapna Account ID Block Kar Sakte Hai Yeh 2017 Ka Updated & Working Method Hai, Ab Last Method Hai Facebook Account Ko Verified Karne Ke Liye Govt Proof Kaise Submit Ya Upload Karte Hai
How to Submit Govt Proof Issue ID For Facebook Identity Verification
Ab Aapka Account Block Ho Chuka Hai Ab Esko Verify Karna Baki Hai Uske Liye Aapko Govt Proof ID Card Submit Karna Hoga Jo Kuch Aise Hoga Niche Mene Step By Step Full Guidelines Batayi Gyi Hai
- Sabse Pahle Google Play Store Se FLY VPN App Ko Download Kare Or Install Karle
- Ab Fly Vpn Ko Open Kare Yaha Par Aapko Spain 01 Proxy Server Se Connected Karna Hoga
- Ab Aap Niche Diye Gye Confirm Facebook Identity Form Par Jane Ke Niche Diye Gye Button Par Click Kare
- Ab Aapke Samne Kuch Esh Tarah Se Aayega Niche Ki Screenshot Ko Dekhe, Yaha Aapko Real ID CardKa Mobile Ya Camera Se Jpg File Ka Photo Click Kare Jisme Date Of Birth Or Name Is ID Se Match Hota Ho Usko Yaha Select Kare Or Send Button Par Click Kare
Uske Bad New Page Open Ho Kuch Aisa Aap Niche Ka ScreenShot Dekhe, Ab Aapka ID Card Submit Ho Chuka Hai 4-8 Hours Me Facebook Aapse Contact Mail Ya Message Karega Jo Aap Mail Id Ya Mobile Number Par Mil Jayega, Upload Ho Jane Ke Bad Ek New Page Open Hoga Jiska Aapko Url/Link Copy Karke Notes Ya Kahi Save Karna Hoga Jisko Khol Kar Aap Check Kar Sakte Hai Ki Aapka Account Verified Hua Hai Ki Nhi
07/06/2017 Updates – Agar Aapka Account Verify Nahi Ho Ya Facebook Wale Aapke Account Ko Verify Nahi Hota Hai Aap Support Link Jo Aapko Email Ya Message Me Milega Usme Jakar Ussi ID Card Ko Dubara Submit Kare Aapka Fb Account Verify Ho Jayega
Facebook Ke Review Kuch Aisa Hoga Niche Ke Message Me Aap Dekh Sakte Hai
Hi Vikas, Thanks For Verifying Your Identity. We’ve Unlocked Your Account, And You Should Now Be Able To Log Back In. We’re Sorry For The Inconvenience.If You Have Any Problems Getting Back Into Your Account, Please Let Us Know.
Friends Yeh Tha Facebook Account Ko Verify Karna Ka Trick Jisko Agar Aap Sahi Se Follow Karte Hai To Fully Verified Facebook Account Create Kar Sakte Hai, Aaj Kal Facebook Account Block Karne Me Thodi Problems Sabko Face Karni Padh Rahi Hai Par Uske Liye Mene Kuch Din Pahle Updated Trick Published Ki Jisse Aap New Account Ko Udha Sakte Hai
Yaha Aapko Facebook Se Related Sari Trick Hindi Me Batata Hu Aap Trick World Join Karke Humse Judhe Rah Sakte Hai, I Hope Mene Bahut Hi Mehnat Se Likha Hai Ki Aapko Ache Se Shamjh Aa Jaye Or Ager Aapka Es Post Se Related Koi Bhi Swaal Hai To Comment Jarur Kre Or Daily Updates Tricks Pane Ke Liye Rojana Visit Kare teachhacking01.blogspot.in
DMCA Protaction – Trick By Kundan Singh
DMCA Protaction – Trick By Kundan Singh
Nice Thanks You For Share !
ReplyDeletePNB Net Banking Registration