Hi friends, aaj ki is facebook wali trick me main apko batane jarahu ki ek click par sabhi friends ko unfriend kaise kare aur Automatic sabhi friend requests ko accpect kaise kare android mobile phone par se kyo ki jo pichli old trick hai jo only desktop PC me work karti thi toh saval ye tah ki hum mobile users one click unfriend fb friends kaise use kare? Aur one click all friend requests accpect kaise kare. Esi liye me apko simple fb trick dera hu is trick se aap one second me all friends list ko delete kar sakte ho. Aur sabhi request ko accpect bhi kar sakte ho
Aksar aysa hota hai ki hum kuch jyada friends bana lety hai badme hume naa toh posts pr likes milti hai naii comment ayse me hume new friends bana hi behtaar lage toh dosto aajki is trick me fayda hi fayda hai me apko jo site ke bare me batara hu vo site speacial page world ke deewano ke liye launch ki gayi thi bythe way ab sabhi use krr rahe hai lekin shayd apko pata nahi hoga toh mene socha aap sabko bhi bata du..
Facebook One Click Unfriend all Friend List Ke Fayde
● Humare pas bhot friends hojate hai tab hum sochte hai ki galti kr beth gye kyu ki vo naa toh reply krte h naii like. Toh ayse me hume unhe unfriend karna padta hai but kya aap one by one friends ko unfriend karke thak gaye ho? Then why not ap sirf ek click par hi sabhi ko unfriend kardo.
● aap followers bhi badha sakte ho jo trick aaj btara hu ise istemal karke ap all fb autolikers ko use kar sakte hai.
● Is site me Viral id banane ka bhi option hai so dosto aap viral account bhi bna sakte hai.
Jo site ke bare me batane jarahu uss site par aur bhi bhot sare futures hai jaise ki autoliker, page liker , Autofollower , autopost group, one click unfrnd list , one click viral, accpect all friends Etc etc. Bhot intresting hai na sunne me?
Chaliye ab seedhe seedhe hum strps bada te hai lekin apko ek bat batadu kii iske liye apko koi perfessional hone ki koi jarurat nahi hai kyo ki ye steps bhot easy hai so ise koi bhi use kar sakta hai chahe usse knowladge ho ya na ho.
Jo site ke bare me batane jarahu uss site par aur bhi bhot sare futures hai jaise ki autoliker, page liker , Autofollower , autopost group, one click unfrnd list , one click viral, accpect all friends Etc etc. Bhot intresting hai na sunne me?
Chaliye ab seedhe seedhe hum strps bada te hai lekin apko ek bat batadu kii iske liye apko koi perfessional hone ki koi jarurat nahi hai kyo ki ye steps bhot easy hai so ise koi bhi use kar sakta hai chahe usse knowladge ho ya na ho.
Facebook par Sabhi Friends Ko ek bar me Unfriend Kaise Kiya jata hai
Dosto sabse pehle apko google play se "Puffin browser" naam ke application ko apne android phone par install karna hain.
1. Puffin browser ko khol kar "Desktop" verson me hi use kare. (Or right side me "request desktop browser" par bhi click kar sakte hai)
2. Desktop browser se "I2ptools.com" par vist kare. (Same autoliker hi hai)
3. Ab apko home par "Click here" par click kare.
4. Uske fb se login karke permission de dijiye ga "ok" par click karke then last page jaha par only apple ka logo dikhayi dega uss page ke "url" ko copy karo mera matlab ki link ko copy kardo.
5. Then fer se ip2tool ke home page par jaye aur us url ko us box par paste karke "token= " se cut kardo for example token se cut karoge toh apka token aysa dikhega "EAAAADIDwoMIBAOGLgzZBsUkrs00vjZBaLbX0hf6ElX3BWju1YXGsySdD8rDWU90Y4z1eiMh1iiKLCUUWUPcJHz9A62iDAjOz9fyQX7uFByohBI6AVFU696THt36sooEObumW0WvpqyD0cNVRgpu5TUdU9wtFMZD&expires_in=0"
Then "Submit" par click kardi jiyega.
6. Uske bad apka account login hojayega ab apko tools dikhayi denge apko jo tool istemal krna hai kar sakte ho filal abhi apko "all friends ko unfriend karna hai toh apko "Unfriend friends (fast)"par click karna hoga.
Uske bad automatically sare fb friends delete hojayege bythe way dikhne me ye steps muskil lagte hai par aysa nahi hai ye bilkul aasan hai.
Dosto ye sab tools free hai and working b aap jab chaiye tab istemal kar sakte ho. I hope ki apko ye trick jarur pasand aayi hogi please aapke friends ke saath bhi share kare takii vo bhi iska fayda utha sake.
So aaj ki trick bhot khass thi kyo ki is trick se ap all friend request ko one click me accpect kar sakte ho aur all friends ko ek click par unfriend kar sakte ho agar apko koi sawal puchna hai toh jarur pucho. Thanks
No comments:
Post a Comment